Skip to main content

Masoom

 


Masoom


Subhah ki alarm ki aawaz sunthe hi Aayush ne neendh ke aankhon kholthe hi unke papa akhbaar padthe hue nazr aaye.
Andheka karthe hue, nazre hataathe makmal ki chaadar ko zara aankhonki aur laaneki koshish me unke papa ki aawaz sunaai padi.

Aayush beta... jaldhi se fresh up hojaao. Aaj doctor ke pass jaaneka hy. Bohoth mushkil se appointment mili hy aaj. Please dher math karo.

Thab Aayush ne kaha...
dad... muje patha hy. Aaj please upma math banaao. Kuch paratha hojaaye naasthe me.

Aayush ke papa hasthe hue kaha,

Aaj ke liye upma but lunch me Biryani zaroor.

Biryani ki aawaz sunthe hi Aayush kush hoke ok kaha..

Makmal ki chaadar dheerese chehre se nikhaal kar thayyar hone me pade hue Aayush ko dheh kar unke papa bohoth kush hue nazr aaye.

Kuch dher baadh Aayush ki mauzoodhi dining table me dhehkar papa ne kaha 

arre waah... mere bete ne jaldh hi tayyar hoke naashthe pe aagaye. 

Aayush ne andhar hi andhar bohoth kush hue nazr aaye the aur dhekthe dhekthe hi unka breakfast kathm karke papa ke bagal ke seat me bytkar seat belt pahenkar papa ke liye wait kar rahaa tha.

Papa ne car ki door open kiye baadh Aayush ki mauzoodhi ko dhehkar kahaa

Lagtha hy aaj Sardhi ki mousam me Saavan aane waali hy.

Aayush ne kahaaa... papa hum log late hojaayenge. Please aap car start kariye aur drive kijiye.

kuch dher safar karneke baadh thabh hospital pahunche thabh doctor ne Aayush and papa ko doctor ke cabin me aaneka permission mila tha.

Papa ko dhekthe hi doctor ne kaha

Arnav... kyse ho?

Papa ne kaha...  Aayush ka scanning report aane par patha chalega ki teekh hoga ki nahi.

Doctor ne kaha ki... dheko Arnav, Aayush khelthe hue play ground me slip hoke neeche giraatha. It's just a normal fracture. Issme othna tension hone ki baath nahi hy. Kuch dhin baadh Aayush firrse footbal khelthe hue nazar aayega dheko.

Doctor ke baath sunkar papa ko thoda dill me sukoon milaa tha.

Doctor ne unke watch ko adjust karthe hue bolaa ki,
Arnav, aap dusre shaadhi kyu nahi karlethe?
aur kethne saal akhele si zindagi nibhaathe?
Khud ko nahi, Aayush ko ek maa ki zaroori hy. Aayush ke liye socho.

Papa ne kaha... Aayush ke liye hi socha tha, isiliye mana karra.
Aayush ki maa sirf aur sirf Anamika hi rahegi.
Zindagi me har ek moud ko saamna karna padega. Abh har ek raastha makhmal se bahri hue tho kaante ke rassthe ki parva koun kare?
Zakm ke aage khud ki ek pehchaan hy doctor saabh. Kabhi aazmaake dheko.

Papa ke baath sunkar doctor ne kuch nahi kaha... aur papa ne Aayush ko lekar scanning karvaake vahaan se hospital chale gaye.

Raasthe me Aayush ki pasandh ki saare cheez ki shopping kiye baadh lunch me Biryani kar ke Aayush ne aaram karne unke kamre me gaye the.


Kuch hafthe baadh.

Aalu paraatha aapke box me hy Aayush . Please math waste karo.

Aayush ne kaha. Tk paapa. Bye, mere school bus aagaya.

Time: 12:40 PM. Aayush ke lunch time.

Sorry mamma aaj thoda late hua tha school se. Patha hy aaj maths teacher ne muje bohoth thareef kare hy. Algebra equations me top kiya hua ... mamma aap jaldhi se Biryani dhijiye. Mere school ki care taker bohoth strict hy.

Aayush unke mamma ki banaayi Biryani kaah kar school return hochuka tha.


Aayush thabh school se ghar pahunche thabh paapa ne Aayush se pucha ki,

beta har dhin aap lunch school me nahi karthe? aap kyun bahaar jaare?

Aayush ne kaha... mere friends ke ghar. Patha hy vahaan saare friends ikatta hoke lunch karenge.

Paapa ne kahaa... tk beta, but kal se aapke care taker ki permssion ke bina kidhar bhi nahi jaaoge. Paapa ko aapke against complaints ache nahi dhiktha.


Tk paapa zaroor. Kal se mere care taker ki permssion ke bina kidhar bhi nahi jaaunga.


Agle dhin teek 12:40PM time par

Mamma aaj kya special hy? aaj bohoth bhook lagi hy.

Ohh Aayush aagaye aap. Aaj lunch me aapke liye aapke favourite Egg roasted prepare kare. Aap jaldhi se lunch karo varna aapke care taker ko patha chalega.

Aayush ne lunch karke vaapas school pahuncha thabh unke care taker ne pucha

Without my permission why you left the school campus?

Aayush ne kahan... Ma'm I went to my house. 

Aayush aap ke paapa ne aapke liye lunch box prepare karke aapke bag me rakha tha fir be aap uthna dhoor kyse jaathe?

Ma'm I went far because my Mother feeds me an egg. I think I am late for the class I should go.

Raathke dinner ke time par paapa ne bohoth gusse ki aawaz me kahaan...

Aayush aap roz aapke mamma ko milne jaathe? Aap paagal ho?
Aapko patha hy ki aapke mamma hum sab aur iss dhuniya ko chod kar 3 saal hochuke hy.
Agar aap mere permssion ke bina school ke baahar nikhle tho merse bhoora koi nahi hoga. Jaldhi se dinner karke apna home work karlo.


Aayush ne aakhri dhafa unke mamma ko milne lunch me gaya tha aur kaha...
Mamma my shaayd aapse mil nahi paatha. Aakhri mulaakath hogi shaayd.
Paapa kehre ki aap accident me margaye. Is it true? kya ae such hy mamma?

Aayush ... aapko patha hy na ki aapke pappa ek accident me mouth hua tha. Aap jaanthe hue bhi aap firse muje ae sab puchre. Kyun mera dill dhukaathe baar baar.

Aayush ne kahaaa.... sorry mamma. Aayindha nahi puchunga. I am really sorry.

Aayush ko patha nahi chalra ki koun zinda hy aur koun qabr me.

Iss jawab ko dhundthe hue raath ke andhere me qabresthan pahuncha aur kuch aawaz sunaayi padri dheerese...
uss aawaz ko dhundhe hue Aayush ne dheerese dhoonde lage.

Sach bolneki himmath naathi...
Joot ko sach samajkar apni zindagi guzaar rahe uss maasum zindagi...
Vaapas nahi aanatha. Chale jaao yahaan se Aayush.
Aur kabhi math aana laut kar.

Yaadh nahi tha uss din thabh Nov2 2017 ko ek car accident me aapka mouth ho chuka tha?
Kya yaadh nahi tha aap chale jaane ke baadh aapke mamma , paapa ka yaadhaash ko chuke?

Aakhri chetavni hy... kabhi laut ke math aana. Jaao!!!

Thabh Aayush ne kahaa... muje maaf kardho. Mamma aur Pappa ka bohoth yaadh aarahatha isiliye laut ke aayatha. Muje akhele me bohoth darr lagtha hy. Muje mere Mamma Pappa ke pass lejaao please.

Dheko beta.. aap ek aathma ho. Aapke Mamma Pappa ka haal teekh nahi hy. Aap agar roz unke zindagi me aathe jaathe rahetho unke saans jaa sakthi hy kyun ki aap joot ho aur joot ko kabhi na kabhi sach ke saamne haarna padega. Isiliye aap vaapas chale jaao... 


Aayush ek accident me khojaane ka sach Arnav and Anamika ko patha chalne ke baadh dhono ka yaadhaash kho chuke the. Treatment ke time pe dhono ku alag alag ghar par rahkhe treatment karvaayi jaarahi hy. Abh thak. 

Comments

Posts

Malar... a story of soul

Title:-   MALAR... a story of soul Date:- 2nd January 2017 ( 2:39pm IST) Tring...Tring.... Hello! Rahul speaking,,, Yuy Rahul, how are you this is ARYAN!!! Hey ARYAN! ela unnav? Ekkada unnav? 6 months avthundhi nitho matladaka... Where are you?? Yes Rahul , anni cheptha... We should meet in the evening. Mana terrace pyki vochey and Aman ki kuda cheppu... Ha ok ARYAN! let's have fun.... Same day@7:33pm Location:- Terrace spot ARYAN entra inka raaledhu... Manam(rahul&aman) vochi 30min avthundhi... Nenu vochi already 1hour avthundhii... Hey ARYAN! nu ela vochav??? Mem idharam ikkade unnam ga... I mean nu vochav ani mundhe cheppochu ga... Hmmm,,, nenu ikkadki endhuku rammannano cheptha mundhu aa tharvatha nike doubts anni clarify avthaay ok dear??? Ha ARYAN... Done!!! Nov2, 2015 time:- 10:37pm Most dangerous accident ...  Karthik byke totally damaged ayindhi... Valla friend ki call chadhamani mundhu unna oka form house ki velthadu... Akkada environment

Dear Shaalu... Malli Raava!!!

Dear Shaalu... Malli Raava!!! Ikkadiki endhuku vochinamm ra? Room lo  naaku chaala works unnaay!!! Padha veldham... Arrey Naani!!! Medical ammayilu katharnaak untaru... zarintha enjoy chedhamante room lo works unnay na bongu unnay antaav entra? Desham baagu padina nu baagu padavv ra Naani ga!!! Arrey Pandey ga nenu cheppedhi vinu, repu Yamini medam dhi class undhi, prepare avvali kadhra nenu... Nanni ga... Enni rojulu madam la chuttu thiruguthavv ra ... eppudu aunty le naara... ammmay lodhaa ra??? Aunu ra ga Yamini medam la unnadhi gi medical ammayillaala lendhi cheppura... gatu soodu, nalla kalladhaalu pettukoni gundrapu mokam tho em undhi ra... jabardasth ga unnadhi... eppudu ga Yamini medam sutte thirugathaavara??? Nu maraav ra... chiii Yamini medam tho comparisions vodhu... thanu veru ee ammayilu veru!!! nee kallu vere vaatiki chusthunnayi... kaani naa kallu thana hrudhayamm lo chotu kosam chusthunnaviii... mana idhari madhya theda idhe thelsa ra

SIYA... sound of love

Title:- SIYA... sound of love Nov2, 2016 18:00hrs IST Naa nunchi dhooram ayna, Na nunchi veru kaalekapoyavu... Nitho unna kshanalu, Nalo nenu marchipoya... Naa kanniru tho o samudhrapu alala vikasinchi nee gnapakaalanu marchipovalanukunna, Khaani aa samudhrapu ala kuda nee nunchi verukaaleka, nee asthikalalo vileenam ayyindhi... O kalalaaga chudalani thapasvisthunna...!!! Nee gnapakam o jeevitham!!! New prema ika shashwatham!!!... Vosthunna...                     Nee manasara,                                       SIYA. *** *** *** *** *** *** *** *** *** *** Year:- 2005, nov2 Time:- 6:00pm Aman, inka enni sarlu thirgudham ee illu chuttu... Ika na valla kadhu ra... I quit!!! Rahul please ra, idhe last time... Thanu kanapadda, kanapadaka poyna manam intiki veldham ok na?? Ha ha sare nitho unte thapputhundha... Hey... Aman!!! Thanu bayatiki vochindhi ra my good ness she is gorgeous ra Aman... Rahul... Niku vodhina ayidhi, muskoni undu... Entra nuvvu, tha

My first love

The great poet's and novelists says men are the strongest ones than women. I don't say it's a wrong statement because I am not a poet or novelist to prove. But all the way I can say, They are very weak to understand the love, affection, and everything. And they are very strong to pretend ones love and they are very strong to fluctuate the opposing love hatred feel. They blush and later hide. I am the husband of rekha. And rekha's husband name is revanth. I.e, me. Yes iam revanth one who used to hatred but now some people hating me. In the year 2014 nov 2, when I was released from bail and walking towards to my flat suddenly I saw a girl and does squatting all the utensils she has with her. I hold her left wrist and began to twist. Her costly Bangle's split on the road. I just saw a fear in her eyes. I closely moved towards her and said who are you. Then she said, was it was a joke? You rowdy fellow, what you did with me in the last night? By god grace I was helpe